आज जिस गति से हम और हमारा भारत विकास कर रहा है वह हमारे लिए पर्याप्त संतोष का विषय नहीं है | आज भी हम भारत के समग्र विकास की कामना हमारे सपनो में ही | आओ एक नए सोच का निर्माण करें पढ़ लिख कर हम गावं चलें | MBA कर के गावों में प्रबंधन की एक नयी मशाल जलाएं |
" प्रबंधन पढ़े गावों में मुखिया बने " " आओ गाँव चले विकाश करें !
aaj jis gati se hum aur hamara bharat vikash kar kara raha hai vah hamare santusthi ke liye paryapt nahi hai . aaj bhi bharat ki bahumukhi samaj ki kamna samno me hi hai.hamare vikash ki pariyojna sirf sehro tak simit hain....aao hum sab mil kar ise ek naya roop den . ek nayi soch ka nirmaan kare ...aaj hum MBA kar ke kisi bhi compani me vikash ki aadharsheela rakhte hai...vahi aadharsheela apne gawn aur samaj me rakhe..MBA kar ke manager ban sakte hai .....gram panchayat ka mukhiya kyu nahi.. vidhaan sabha ka vidhayak kyu nahi ...sansad sadan ka sadsya kyu nahi..?
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें